Shayari: Hijar Ki Raat Kaa Kisi Isam Say Katna Muskil
Hijar Ki Raat Kaa Kisi Isam Say Katna Muskil Chaand Poora Hay To Phir Raat Kaa Katna Muskil Mojha-E-Kawab Hay Woh, Uskay Tikhanay Maloom Aab Gaya Hay To Yeh Samjhoo Kay Palatna Muskil Jin Darahtoon Ki Jareein Dil Mein Uter Jaati Hein Unka Andhi Ki Daranti Say Katna Muskil Kuwat-E-Ghaam Hay Jo Is Terha Sambhalay Hay Mujhay Warna Bikhroon Kisi Lamhay To Simatna Muskil Is Say Miltay Hoay Chehray Bhi...